Tuesday, April 18, 2017

இசையும் நானும் (173)HINDI Film - Madhumati (1958)- Aaja ree parsesi



இசையும் நானும் (173)HINDI Film - Madhumati (1958)- 

MOUTHORGAN
Album: Madhumati
Aaja ree parsesi
Main to kab se khari is paar, ye ankhiyaan
Thak gayi panth nihaar, aaja ree pardesi
Main to kab se khari is paar, ye ankhiyaan
Thak gayi panth nihaar, aaja re e e e e e e e pardesi
Main diye ki aisi baati, jal na saki jo bujh bhi na paati
Main diye ki aisi baati, jal na saki jo bujh bhi na paati
Aa mil mere jeevan saathi, oh
Aaja re, main to kab se khadi is paar, ye ankhiyaan
Thak gayi panth nihaar,aaja re e e e e e e e pardesi
Tum sang janam janam ke phere, bhool gaye kyoon saajan mere
Tum sang janam janam ke phere, bhool gaye kyoon saajan mere
Tadpat hoon main saanj savere, oh
Aaja re, main to kab se khadi is paar, ye ankhiyaan
Thak gayi panth nihaar,aaja re e e e e e e e pardesi
Main nadiya phir bhi main pyaasi, bhed ye gehra baat zaraa si
Main nadiya phir bhi main pyaasi, bhed ye gehra baat zaraa si
Bin tere har baat udaasi, oh
Aaja re, main to kab se khadi is paar, ye ankhiyaan
Thak gayi panth nihaar,aaja re pardesi

<div style="position:relative;height:0;padding-bottom:75.0%"><iframe src="https://www.youtube.com/embed/qh_Lfxn8Ryw?ecver=2" width="480" height="360" frameborder="0" style="position:absolute;width:100%;height:100%;left:0" allowfullscreen></iframe></div>

No comments:

Post a Comment